Thursday, 31 March 2016

Apna Vajan Teji se Kaise Ghataye

Aaj ki life bhaut bhag daud wali life ho gai hai phele jaisa kuch nhi raha. office me work karne ki bajh se na to din me dhoop milti hai na sham ki thandi hawa.din bhar office me bithe bithe bajan badta chala jata hai . kissi ke paas ab itna samay nhi hota ki wo walkkar sake, vayam kar sake ya sahi se bhojan le sake. aaj ki life me log bhar ka khana jada khana pasnd karte hai jaise izza burger tiki cold drinks etc. jisse bajan teji se badta hai. ab jaana ye hai ki Apna vajan teji se kaise ghtaya jaye.

Weight Loss paani Se Ghataye Vajan


Ji ha na koi excise na koi walk na koi diet plan bas ap apna bajan paani se kam kar sakte hai paani pine se.

Din bhar me 4 se 5 liter paani pina chaiye. paani pine ka sahi samay subh uth kar ek glass garam paani pina chiye. naaste se phle aap 3 glass paani pi lo. is tarah se aap khna khane se pahle 2 glass paani aadha ghanta phle pilo . isse aap khna kam kha paynge. or khna ke ek hour tak paani nhi pina chaiye. aar aapko khna khne ke baad paani pina hai to ek cup garam paani pilo. raat ko sote samay 2 glass paani pike sona chaiye. paani pine se bhut jald hi bajan kam hone lagta hai . apko kuch hi dino me iska ashar dikhne lagega.

Fast Weight Loss in Hindi

Aaj ke samay  mai sab kuch badal gaya hai. kaam ke piche sab bhag rahe hai. kisi ke paas apne liye samay nahin hai. jo wo apni body me dhayan de sake. Lekin aaj ke dour mai har koi slim trim aur fit rehna chahta hai.

weight kam ki raah mai har koi apna alag tarika apanate hai. Kai log to vyayam karte hai to kai log dieting to uch log walk karte hai. Kuch log bhuke rehne se vajan kam karne ki kosis karte hai.but iss tarike se weight kam karne par bimariya bhi pakad leti hai body. khana kam khane se  kai se log thakan aur weekness mehsus karte hai.

aap such mai apna vajan kam karna chahte hai to dieting karne ki jagh apni dincharya mai walk , vayam, aur halka bhojan lena shuru karna padega.  yeh baat janna bhut jaruri hai ki sahi tarah se vajan ghatana hi aapki body ke liye thik rhega.